
Mil Jaan Se Kabhi Lucky Ali
Ouça agora e acompanhe a letra completa da música Mil Jaan Se Kabhi que está no álbum Sifar lançado em 1998 pela Sony Music Entertainment
Letra da música "Mil Jaan Se Kabhi"
Mil jaan se kabhi.. jab ho kisi ka intezaar
Kabhi Kabhi bahaana achaa lagta hai
Jab ye dil maane na
Hum pyaar mein kahin bhool na jaaye raasta
Bina koi garaz ke chalna rehta hai
Koi na jaane, jaane na
Ye samaa, jaaye to phir aa sake na
Kahan ye jaaye, kise bulaaye, Dil
Kal baat ho nayi saath rahe do pal ka
Naya naya nazraana achaa lagta hai
Ruka kahin ye jaaye na
Hai kahan, ye sawaal aaye jaaye
Sabhi yeh raahein, hume bulaayein, mil
Mil, paate hai nayi der se aaye hain yahan
Yahaan begaana phir bhi apna lagta hai
Chahe koi bhi maane na...
compositores da letra: Syed Aslam
Ainda não classificamos o estilo desta música. Seja o primeiro a sugerir!
O que você achou desta música?
